- Get link
- X
- Other Apps
dil aur damagh tu kab ka app ki mehfil main kho chukay hain
chand sans bachay kaho tu ishq e Ali(as) main qurban kiyae detay hain
Kiun sab yazidion aur firangion kay kadmoom per chalay atay hain
kya tumhain Hassan(as) o Hussain(as) ki shahadatain bhi yaad nahin hain
jab say hai dushman zamana her zakhm kafan main seye jatay hain
her sawal kay jawab main Muhammad(saww) Muhammad(saww) Muhammad(saww) kiyae jatay hain...
by Shahzad Khan

Comments
Post a Comment